• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tere Khone Ka Kis Qadar Gham Hai

Tere Khone Ka Kis Qadar Gham Hai

tere khone ka kis qadar gham hai

aaj aalam tamam mub.ham hai

dekhta huun nazar nahin aata

kaisa nairang chashm-e-pur-nam hai

dard Thahra hua sa hai dil men

sozish-e-gham bhi aaj kam kam hai

kitni viraniyan hain ankhon men

kitna pairon men raqs-e-paiham hai

dida-o-dil bujhe se jaate hain

kaisi ghamnak sham-e-matam hai

tum ne ‘mas.u’ ko bhi dekha hai

vo to afsurdagi mujassam hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dinon Se Kaise Shabon Mein Dhalte Hain Din Hamare

Nazar Mein Rang Samae Hue Usi Ke Hain

aalok-shrivastav

Jab Bhi Taqdir Ka Halka Sa Ishaara Hoga

adeem-hashmi

Aaghosh-e-Sitam Mein Hi Chhupa Le Koi Aa Kar

Sufi

Karen Aah-O-Fughan Phoden-Phaphole Is Tarah dil Ke

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet