• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tere Firaq Mein Jab Bhi Bahaar Guzri Hai

Tere Firaq Mein Jab Bhi Bahaar Guzri Hai

tire firaq men jab bhi bahar guzri hai

hamen rula ke lahu baar baar guzri hai

panah ḳhuda ki hasinon ki bad-mizaji se

miri dua bhi unhen nagavar guzri hai

tamam raat sitaron ke saath roya huun

na puchh kaise shab-e-intizar guzri hai

tira nasib agar tu ne pi nahin zahid

bahar varna baḌi pur-bahar guzri hai

ham apne dard ko ro.en to kis liye aḳhir

shab-e-firaq kise sazgar guzri hai

kisi ki yaad men ham ko ‘naresh’ taḌpa kar

uTha ke hashr nasim-e-bahar guzri hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Do Qadam Sath Kya Chala Rasta

Hai Lahu Shahidon Ka Naqsh-E-Jawedan Yaro

aal-e-ahmad-suroor

Hamein To Mai-Kade Ka Ye Nizam Achchha Nahin Lagta

Sufi

Fareb-Khurda-e-Paiman-e-Yar Hona Tha

Yun Dil Taras Raha Hai Teri Car Dekh Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet