• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tere darsan Ki Main Hun Sain Mati

Tere darsan Ki Main Hun Sain Mati

quli-qutub-shah

tire darsan ki main huun sain maati

muje laavo piya chhati suun chhati

piyare haat dhar sambhalo munj kuun

ki til til duuti tuj maati darati

piram pyala pilavo munj kuun dam dam

ki tuun hai do jagat men munj sangati

na rakhun tuj nayan men rakhun dil men

ki tuun mera piyara jiiv ka saati

piya ke dhyan suun main mast huun mast

munje birhe ke binan ki sunati

agar yak til pade antar piya suun

nayan jal suun sapat samdar bharati

nabi sadqe kahe ‘qubta’ ki pyari

rijha dam dam adhar pyala pilati

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

noshi-gilani

Ye Nam Mumkin Nahin Rahega Maqam Mumkin Nahin Rahega

Visal-Rut Ki Kamai Samajh Mein Aane Lagi

ahmad-khayal

dasht Mein Wadi-e-Shadab Ko Chhu Kar Aaya

Maal-E-Gardish-E-Lail-O-Nahaar Kuchh Bhi Nahin

poet

Gali Mein Bakht Ke Un Ka Bhi Kuchh Qissa Nikal Aaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet