• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tera Tazkira Su-Ba-Su Kyun Karen Hum

Tera Tazkira Su-Ba-Su Kyun Karen Hum

tira tazkira su-ba-su kyuun karen ham

mohabbat ko be-abru kyuun karen ham

likhi hai muqaddar men na-kamyabi

karen to gham-e-arzu kyuun karen ham

agar rang-o-bu is chaman ka hai faani

nazar ma.il-e-rang-o-bu kyuun karen ham

hasinon ka pas-e-vafa ghair-mumkin

hasinon se ye aarzu kyuun karen ham

adavat hi jab hasil-e-dosti hai

mohabbat ki phir aarzu kyuun karen ham

karen kyuun tumhare sitam ki shikayat

mohabbat ko be-abru kyuun karen ham

agar ‘shad’ ham ḳhud hi kho.e hue hain

kisi aur ki justuju kyuun karen ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Wafa Ke dagh Ko dil Se Mita Nahin Sakta

shahryar

dil Pareshan Ho Magar Aankh Mein Hairani Na Ho

Kahan Taqat Ye Rusi Ko Kahan Himmat Ye German Ko

afzal-allahabadi

Tere Jalwon Ko Ru-Ba-Ru Kar Ke

Zulm Hai taKHt Taj sannaTa

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet