• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tera KHayal Musafir Ke Saeban Sa Hai

Tera KHayal Musafir Ke Saeban Sa Hai

tira ḳhayal musafir ke sa.eban sa hai

zamin-e-ishq ki ḳhatir tu asman sa hai

jo kal talak mire saa.e ka bhi muḳhalif tha

suna hai aaj vo dushman bhi mehrban sa hai

agar ho azm javan ham-safar musafir ke

akela ho ke bhi vo shaḳhs karvan sa hai

vo jis ne joḌ diya vasl ko firaq ke saath

vo lamha dosto na-qabil-e-bayan sa hai

hamare baare men vazeh nahin ḳhayal us ka

kabhi vo ḳhush to kabhi qadre bad-guman sa hai

bapa hai kaisa talatum jigar ki basti men

miri ghazal ka har ik lafz tarjuman sa hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ada Se aaD Mein KHanjar Ke Munh Chhupae Hue

Har Ek ruKH Se Mujhe Lutf-E-Justuju Aae

na kashti hai na fikr-e-na-KHuda hai

Ab Tere Lams Ko Yaad Karne Ka Ek Silsila Aur Diwana-Pan Rah Gaya

Jab Bhi Teri Yaadon Ki Chalne Lagi Purwai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet