• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tera Afsana Chhed Kar Koi

Tera Afsana Chhed Kar Koi

abhishek-kumar-amber

tera afsana chhed kar koi

aaj jagega rat-bhar koi

aise vo dil ko tod deta hai

dil na ho jaise ho samar koi

raat hote hi mere pahlu men

tuut kar jaata hai bikhar koi

chand lamhon men tod sab rishte

de gaya dard umr-bhar koi

ishq karta nahin huun main tum se

kah ke pachhtaya umr-bhar koi

main vafa kar ke ba-vafa thahra

bevafa ho gaya magar koi

kaat kar pet jodega paise

tab kharidega ek ghar koi

tere aane ki aas men ‘amabar’

dekhta hoga rahguzar koi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zindagi Ki Bahaar Le Ke Chale

nazeer-akbarabadi

Kuche Mein Tumhaare Hum Jo Tuk Aate Hain

Sufi

Bad-Karo

Tumhaare honTon Se Bujhne Ko Jalna paDta Hai

Hawa Na-Sazgar-E-Gulsitan Malum Hoti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet