• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tawil Hijr Hai Ek muKHtasar Visal Ke Baad

Tawil Hijr Hai Ek muKHtasar Visal Ke Baad

tavil hijr hai ik muḳhtasar visal ke ba.ad

men aur ho gaya tanha tire ḳhayal ke ba.ad

tapish ik aur hai din ki hararton ke siva

safar ik aur hai suraj tire zaval ke ba.ad

kisi se rakhte kahan dushmani ka rishta ham

lahu ko sard bhi hona tha ik ubaal ke ba.ad

jo toḌna hai to dil is ada se toḌ mira

koi malal na ho mujh ko is malal ke ba.ad

zara bhi soch na paaya main apne baare men

koi ḳhayal na aaya tire ḳhayal ke ba.ad

kahan ga.i vo mohabbat ki jis ke saa.e men

lipaT ke ro.e the ham donon arz-e-hal ke ba.ad

ye dil ki baat hai sauda-gari nahin yaaro

kisi ne ki hai mohabbat bhi dekh-bhal ke ba.ad

‘shakil’ band hua ham pe is ka darvaza

kabhi saval se pahle kabhi saval ke ba.ad

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Abhi Dariya Mein Tughyani Bahut Hai

meer-taqi-meer

Ab Haal Apna Uske Hai dil-Khwah

Sheikh Saadi

Story 31 – The Manners Of Kings – Gulistaan-e-Sa.Adii

Rutba-E-taKHt Se Mahrum Hai Mansab Mera

Kahan Taqat Ye Rusi Ko Kahan Himmat Ye German Ko

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet