• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tare Shumar Karte Hain Ro Ro Ke Raat Bhar

Tare Shumar Karte Hain Ro Ro Ke Raat Bhar

taare shumar karte hain ro ro ke raat bhar

ḳhairat-e-husn dijiye ham ko zakat bhar

dekho hamara sabr ki ham ne nahin piye

aansu hamare paas paḌe the furat bhar

sharminda ho rahi hain vafadariyan agar

zambil-e-e’tibar men kuchh mumkinat bhar

rahmat jo teri baḳhsh de ham ko to baḳhsh de

palle men apne kuchh bhi nahin hai najat bhar

vo beTa fatiha bhi nahin paḌhta qabr par

jaagi thi jis ke vaste maan raat raat bhar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aao Taqdir Ko Tadbir Bana Kar Dekhen

abu-mohammad-sahar

Bastiyan Lutti Hain Khwabon Ke Nagar Jalte Hain

Agar Qadam Tere Mai-Kash Ka laDkhaDa Jae

sheikh-ibrahim-zauq

dud-E-dil Se Hai Ye Tariki Mere Gham-Khana Mein

Sham-E-Be-Mehar Mein Ek Yaad Ka Jugnu Chamka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet