• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tamasha-Gah Hai Ya Aalam-E-Be-Rang-O-Bu Kya Hai

Tamasha-Gah Hai Ya Aalam-E-Be-Rang-O-Bu Kya Hai

tamasha-gah hai ya alam-e-be-rang-o-bu kya hai

main kis se puchhne ja.un ki mere ru-ba-ru kya hai

basarat kah rahi hai kuchh nahin is dasht-e-vahshat men

sama.at puchhti hai phir ye aḳhir hav-hu kya hai

ye kis ki amad-o-shud se hava.en raqs karti hain

ye kyuun mausam badalte hain miyan-e-rang-o-bu kya hai

dar-o-divar kya kahte hain ghar kis ko bulata hai

guzarte mausamon se bam-o-dar ki guftugu kya hai

dikha.i kyuun nahin deta mujhe us paar ka manzar

ye ik divar jaisi chashm-e-tar ke ru-ba-ru kya hai

main us ke samne ik a.ina le ja ke rakh dunga

‘ziya’ apni zaban se kyuun kahun us se ki tu kya hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Na Gul Na Sarw Miyan-E-Bahaar Hota Hai

poet

Mubarak Dosto Tumko Tumhaari Bazm-Arai

Aaj Be-Ap Ho Gae Hum Bhi

Koson Dur Kinara Hoga

Ishq Hun Jurat-E-Izhaar Bhi Kar Sakta Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet