• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tamam Rasta Phulon Bhara Tumhaara Tha

Tamam Rasta Phulon Bhara Tumhaara Tha

tamam rasta phulon bhara tumhara tha

hamari raah men bas naqsh-e-pa hamara tha

us ek sa.at-e-shab ka ḳhumar yaad karen

badan ke lams ko jab ham ne mil ke banTa tha

vo ek lamha jise tum ne chhu ke chhoḌ diya

us ek lamhe men kaif-e-visal saara tha

phir is ke ba.ad nigahon ne kuchh nahin dekha

na jaane kaun tha jo samne se guzra tha

ab us ke naam pe dil ne dhḌakna chhoḌ diya

vo jis ko ham ne kabhi be-hisab chaha tha

vo jis ko dekha tha akasr hujum-e-yaran men

vo ek shaḳhs bahut un dinon akela tha

tamam saut-o-sada chup se ho ga.e the ‘zubair’

vo jab sukut ke patthar pe gir ke TuuTa tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Gah Humse Khafa Wo Hain Gahe Un Se Khafa Hum

Sufi

Ma Aashiq-O-Rind-e-Mai Parastem

Hawa-E-Sham Na Jaane Kahan Se Aati Hai

poet

Ashk-Uftada Nazar Aate Hain Sare dariya

Agle Panch Dinon Tak Jina Chahta Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet