• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tamam Raat Chhaton Par Baras Gaya Pani

Tamam Raat Chhaton Par Baras Gaya Pani

tamam raat chhaton par baras gaya paani

savera hote hi basti men bas gaya paani

piya ki banhon men dulhan ko kas gaya paani

andheri raat men birhan ko Das gaya paani

baḌa hi naaz tha apni ḳhunuk-mizaji par

zamin ke tapte tave par jhulas gaya paani

vo napta raha dharti ke sab nasheb-o-faraz

fareb-e-rahat-e-mandan men phans gaya paani

nahane aa.i thi ganda hai kah ke lauT ga.i

kisi ko chhune ki ḳhatir taras gaya paani

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Jo Kuchh Aaj Hai Kal to Nahin Hai

muneer-niyazi

Apni Hi Tegh-E-Ada Se Aap Ghayal Ho Gaya

etibar-sajid

Bhid Hai Bar-Sar-E-Bazar Kahin Aur Chalen

Kisi Ki Yaaden Meri Chashm-E-Tar Mein Rahti Hain

Wo Raushni Hai Kahan Jis Ke Baad Saya Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet