• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tamam KHushk Dayaron Ko Aab Deta Tha

Tamam KHushk Dayaron Ko Aab Deta Tha

tamam ḳhushk dayaron ko aab deta tha

hamara dil bhi kabhi asman jaisa tha

ajiib lagti hai mehnat-kashon ki bad-hali

yahan talak to muqaddar ko haar jaana tha

na.e safar ka har ik moḌ bhi naya tha magar

har ek moḌ pe koi sada.en deta tha

baghair puchhe mire sar men bhar diya maz.hab

main rokta bhi to kaise ki main to bachcha tha

koi bhi shakl ubharna muhal tha yaaro

hamare saaye ke uupar shajar ka saaya tha

tamam umr ḳhud apne pe zulm dhate rahe

mohabbaton ka asar tha ki koi nashsha tha

baḌa sukun mila us se baat kar ke hamen

vo shaḳhs jaise kisi jhiil ka kinara tha

bas ek vaar men duniya ne kar diye TukḌe

miri tarah se mira ishq bhi nihatta tha

alava is ke mujhe aur kuchh malal nahin

vo maan ja.ega is baat ka bharosa tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aap Ke Iltifat Ka Gham Ho

poet

dosto dil Kahin Zinhaar Na Aane Pae

Wafa Kar Raha Hun Jafa Chahta Hun

abhishek-shukla

Mitti Se Mashwara Na Kar Pani Ka Bhi Kaha Na Man

Kalisa Ya Haram Mein Aur Na Viranon Mein Milta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet