• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Makan Se Dur Kahin La-Makan Mein baiTh Gai

Makan Se Dur Kahin La-Makan Mein baiTh Gai

makan se duur kahin la-makan men baiTh ga.i

badan ki aag tilismat-e-jan men baiTh ga.i

sulagti dhuup men jal kar faqir-e-shab tiri ḳhaak

kyuun ḳhan-qah-e-shab-e-be-karan main baiTh ga.i

kyuun aaj dil ke haram men namaz-e-gham na hui

kyuun ek chup si sada-e-azan men baiTh ga.i

hamari sub.h hujum-e-bala ki nazr hui

hamari shaam bhi dasht-e-guman main baiTh ga.i

kisi ka jism shikar-e-nahang-e-vaqt-e-ḳhizan

kisi ki saans faza-e-giran men baiTh ga.i

kahin safar ki risalat kahin thakan ki hadis

ye kashmakash bhi ‘rashidi’ dhuan men baiTh ga.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Amn-Qariyon Ki Shafaq-Fam Sunahri chiDiyan

Hamare Darmiyan Qurbat Kahan Thi

kaifi-azmi

Sanp

Tumhaare honT Jin Ke Zikr Ki Garmi Se Jalte Hain

poet

Phir Koi KHalish Nazd-E-Rag-E-Jaan to Nahin Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet