• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kya Dikhata Hai Ye Safar Dekho

Kya Dikhata Hai Ye Safar Dekho

kya dikhata hai ye safar dekho

ab kahan rukti hai nazar dekho

vaqt har a.ine ka dushman hai

phir bhi kuchh roz ban-sanvar dekho

ḳhud ko gar dekho ghair ankhon se

umr ne kya kiya asar dekho

raat ke ba.ad raat aa.egi

dil se jaata hai kab ye Dar dekho

aa.e bhi aur ga.e bhi ḳhali haath

chhoḌo duniya ko aur ghar dekho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Lail-E-Shab-Tab chaTanon Mein Nahin

Wurud-E-Jism Tha Jaan Ka Azab Hone Laga

khoTa Sikka Ek Din Chal Bhi Sakta Hai

Abr Ka TukDa Koi Baala-E-Baam Aata Hua

Dasht-E-Wahshat Ko Faqat Qais Hi Bhaya Hua Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet