• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / taKHir Aa paDi Jo Badan Ke Zuhur Mein

taKHir Aa paDi Jo Badan Ke Zuhur Mein

taḳhir aa paḌi jo badan ke zuhur men

ham ne ḳhala.en ghol diin bainassutur men

miTTi ko apni raat men tahlil kar diya

ik sar-zamin sameT li taron ke nuur men

mumkin hai tark hi kare vo hashr ka ḳhayal

dil ka sukut phunk ke aaya huun suur men

ik nuqta-e-ghayab men Dhalne lage falak

bhaTka huun itni duur bhi tahtush-shu.ur men

tajrid-e-jan ki ik na.i mantiq huun main ‘riyaz’

poshida ho raha huun ḳhud apne huzur men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ashk-Dar-Ashk Wahi Log Rawan Milte Hain

nadiya-ambar-lodhi

Octopus

Maine Jo Rah Li Dushwar Ziyaada Nikli

Sarsabz Mausamon Ka Nasha Bhi Mere Liye

Wo Log Jinko Hai Ab KHud-Kushi Se Dilchaspi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet