• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Taghaful Aur Karam Donon Barabar Kaam Karte The

Taghaful Aur Karam Donon Barabar Kaam Karte The

taghaful aur karam donon barabar kaam karte the

jigar ke zaḳhm bharte the to dil ke daagh ubharte the

ḳhuda jaane hamen kya tha ki phir bhi un pe marte the

jo din bhar men hazaron va.ade karte the mukarte the

na puchho un ki tasvir-e-ḳhyali ki sajavaT ko

udhar dil rang deta tha idhar ham rang bharte the

mohabbat ka samundar us ki maujen ai ma.az-allah

dil itna Dubta jaata tha jitna ham ubharte the

ajab kuchh zindagani ho ga.i thi hijr men apni

na hanste the na rote the na jiite the na marte the

shahidan-e-vafa ki manzilen to ye are to ye

vo rahen band ho jatin thiin jin par se guzarte the

na puchho us ki bazm-e-naz ki kaifiyyaten ‘manzar’

hazaron baar jiite the hazaron baar marte the

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

afroz-alam

Samay

poet

Subh-E-Qayamat Jaan Se Guzarne Lagti Hai

Bhare Kamre Mein Udasi Ka Asar Tanha Kiya

meer-taqi-meer

Be-Yar Shahr dil Ka Viran Ho Raha Hai

Aise Chup Rah Ke Faeda Kya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet