• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aag Barsi to Bahut Jal Ke Mare the Patte

Aag Barsi to Bahut Jal Ke Mare the Patte

aag barsi to bahut jal ke mare the patte

log kahte hain ki kasrat se hare the patte

kuchh havaon ki tarashon ne Dubo kar ḳhuun men

ja-ba-ja ḳhuub saliqe se dhare the patte

reshe-reshe men kahin zahr na bhar de shabnam

ham-nashinon se kabhi yuun na Dare the patte

zahira-shaiḳh zamir apna jala kar ḳhush thi

us ke anchal men karoḌon ke bhare the patte

barg-e-sarsabz ki shaḳhon men zamurrad the jaḌe

dast-e-kotah tha main mujh se pare the patte

taash ke khel men har faisla patton pe shahab

haar ya jiit ki donon men khare the patte

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sham-O-Sahar Yun Chupke Chupke Rona Kya

poet

KHol Sa oDhe Hue Lagte Hain Log

Sufi

Hijr Mein Guzri Hai Us Raat Ki Baaten Na Karo

Mile Ghairon Se Mujhko Ranj O Gham Yun Bhi Hai Aur Yun Bhi

afsar-merathi

Jinko Har Haalat Mein Khush Aur Shadman Pata Hun Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet