• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Suraj Nikalne Sham Ke Dhalne Mein Aa Rahun

Suraj Nikalne Sham Ke Dhalne Mein Aa Rahun

suraj nikalne shaam ke Dhalne men aa rahun

main kya ajab ruton ke badalne men aa rahun

barish barasne dhuup ke khilne men huun sharik

shaḳhon pe konpalon ke nikalne men aa rahun

bahne lagun kinaron ko chhute hue kahin

dariya ke lahr lahr machalne men aa rahun

ruk ja.un Tahniyon ko bala kar zara si der

phir se hava chale to main chalne men aa rahun

gandum ki baliyon men banon za.iqa kahin

miTTi ko chumun phulne-phalne men aa rahun

tujh men sama na ja.un agar mera bas chale

ye dil dhaḌakne saans ke chalne men aa rahun

ho ja.un ‘turk’ taaq hi is ḳhvab-gah ka

lau ki tarah charagh ke jalne men aa rahun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bazm aaKHir Hui Shamon Ka Dhuan Baqi Hai

Halak-E-Justuju Tha Hirs Ka Mara Na Tha Pahle

Ibtida Se Main Intiha Ka Hun

poet

Gaya Hai Jab Se dikha Jalwa Wo Pari-Rukhsar

poet

Banjar Zamin Pe Chadar-E-Sarsabz Dal De

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet