Sunte Hain Jo Hum Dasht Mein Pani Ki Kahani sunte hain jo ham dasht men paani ki kahani azar ka azar kahani ki kahani dariya to kahin ba.ad men daryaft hue hain aghaz hui dil se ravani ki kahani sunta ho agar koi to ‘adil’ vo dar-o-bam kahte hain miri naql-e-makani ki kahani
Leave a Reply