• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sun Rahe Hain Koi Tara Sair Karta Aaega

Sun Rahe Hain Koi Tara Sair Karta Aaega

sun rahe hain koi taara sair karta aa.ega

jaane kya paigham dharti ke liye vo la.ega

phuul ik din ḳhvahishon ka dhuup men kumhla.ega

pattiyan bikhrengi us ki biij hi rah ja.ega

baanT kar aa.ega sab kuchh shahr ke bazar men

har mahine ḳhali jeben ghar ko vo dikhla.ega

tu havaon sa guzar daman bacha kar raah se

phuul ka to kaam hai hans hans ke vo bahka.ega

TukḌe TukḌe honge suraj aur sitare har taraf

kar ke tanDau show sabhi brhamanD ko bikhra.ega

us ke ghusse se bagule uTh rahen hain dhuup men

garm dil sahra jo bola aag hi barsa.ega

ek hi chubhta sa kanTa un ki parton men nahin

phuul si baten hain us ki sab ko hi mahka.ega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aazad Us Se Hain Ki Bayaban Hi Kyun Na Ho

Main lipaTta Raha Hun Khaaron Se

bichhaD Gaya Tha Koi KHwab-E-Dil-Nashin Mujhse

Wahi Din Hai KHauf-O-Hiras Ka Wahi Haal Abhi Bhi Hai Pyas Ka

Maine ghaTe Ka Bhi Ek Sauda Kiya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet