• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kaisi Aashufta-Sari Hai Ab Ke

Kaisi Aashufta-Sari Hai Ab Ke

kaisi ashufta-sari hai ab ke

kuchh ajab be-ḳhabari hai ab ke

dekh kar ahl-e-gulistan ka chalan

jaan hathon men dhari hai ab ke

shahr ka amn-o-sukun hai anqa

kaisi ye fitnagari hai ab ke

mausam-e-fasl-e-ḳhizan hai phir bhi

shaḳh-e-dil apni hari hai ab ke

kor chashmon ko ḳhuda hi samjhe

da.ava-e-dida-vari hai ab ke

Dar yahi hai ki kahin TuuT na jaa.e

shaḳh phulon se bhari hai ab ke

pichhle salon se ziyada ai ‘shauq’

ranj-e-be-bal-o-pari hai ab ke

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Yun to Duniya Mein Har Ek Kaam Ke Ustad Hain shaiKH

Kabhi Hota Hai Pareshan Kabhi Sharmata Hai

ainuddin-azim

dard Tera Mere Sine Se Nikala Na Gaya

Pas-E-Yaqin Kahin Hum Bhi Tere Guman Mein Hain

Aaj Maine Gunah Kar Dala

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet