• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sun Li Ramayan Ki Jab Puri Katha

Sun Li Ramayan Ki Jab Puri Katha

shaista-yusuf

sun li ramayan ki jab puuri katha

dil mira ravan pe ho baitha fida

hijr ki baton men tha aisa asar

vasl men bhi dil mira betab tha

chand ne apni nigahen pher liin

par tiri ankhon men jalta tha diya

ik anokhi kaifiyat ne chhu liya

haath men jaise khuda ka haath tha

ik sahife men likhi thi dastan

lafz lafzon se juda kaise hua

dil se dil mil jaaen kuchh aisa karen

saat pheron se bhala hoga kya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Mehman Ka Hijr Tari Hai

poet

Khayal-E-Gul-Badan Aa Kar Basa Ho Jis Ke Pahlu Mein

fahmida-riaz

Muqabla-E-Husn

aamir-suhail

Lahu Mein Rang-e-Sukhan Us Ka Bhar Ke dekhte Hain

sajida-zaidi

dil Talabgar Sahi Hashr-Ba-daman Kyun Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet