• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sukun Hai Hamnawa-E-Iztirab Aahista Aahista

Sukun Hai Hamnawa-E-Iztirab Aahista Aahista

sukun hai hamnava-e-iztirab ahista ahista

mohabbat ho rahi hai kamyab ahista ahista

ajab aalam hai aghaz-e-surur-e-ishq ka aalam

uThe jaise ufuq se mahtab ahista ahista

sarishk-e-gham kabhi sham-e-juda.i ko bujha denge

yahi taare banenge aftab ahista ahista

ḳharab-e-nargis-e-mastana aḳhir ho gaya zahid

rasa hoti hai tasir-e-sharab ahista ahista

nashat-e-arzu ḳhvab-e-tamanna dard-e-mahrumi

mohabbat ne uTha.e sab hijab ahista ahista

ba-har-unvan musalsal chheḌ hai ab un ke jalvon se

bahak nikli nigah-e-baryab ahista ahista

‘ravish’ raz-e-mohabbat aaj bhi hai raz-e-la-yanhal

ghalat sabit hue saare javab ahista ahista

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hasin Tujhse Tera Husn-E-Talab Tha

Zalzala Aaya Wo Dil Mein Waqt Ki Raftar Se

Ye Soch Kar Main Ruka Tha Ki Tu Pukarega

poet

Ghamon Se Istifada Kar Raha Hun

Mahtab Nahin Nikla Sitare Nahin Nikle

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet