• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Subhen Kirnen Tha Main, Phir Bhi Shamein Phir Bhi Raat

Subhen Kirnen Tha Main, Phir Bhi Shamein Phir Bhi Raat

poet

subhen kirnen tha main, phir bhi shamen phir bhi raat

ik parda, phir farda hai aur phir aage ki baat

sochen taare nochen aur ja pahunchen kitni duur

dil hai gahra ik ja thahra khoje apni zaat

ik chadar lafzon ki bun kar chhup chhup baithun ot

par ankhen apni hanken aur khulti jaae baat

ghaten us ki saari baten ghaten us ke taur

ghaat hai ulfat, ghaat hai nafrat aur nainan hain ghaat

anchal chhodun badal odhun pichhe pichhe chand

ankhen kholun, laakh tatolun kuchh nahin mere haat

ishq men pahle pal dil chanchal, duuja pal ik rog

tiije pal ye nainan jal-thal, chauthe pal sab maat

barkha ka qatra bhi dariya saare rut ke khel

bhadon ki chhajon barish bhi pal do pal ki baat

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

KHamoshi Ko jhinjhoDa Ja Raha Hai

Kuchh Na Hone Ki Haqiqat Nahin Jaani Yani

Hai KHirad-Mandi Yahi Ba-Hosh Diwana Rahe

ameer-minai

Hans Ke Farmate Hain Wo dekh Ke Haalat Meri

momin-khan-momin

Tum Bhi Rahne Lage Khafa Sahab

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet