• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Subh Kaisi Hai Wahan Sham Ki Rangat Kya Hai

Subh Kaisi Hai Wahan Sham Ki Rangat Kya Hai

sub.h kaisi hai vahan shaam ki rangat kya hai

ab tire shahr men halat ki surat kya hai

ek azar dhaḌakta hai yahan siine men

ab tujhe kaise bata.en ki mohabbat kya hai

hukm deta hai to avaz laraz jaati hai

jaane ab ke mire salar ki niyyat kya hai

ye jo main peḌ ugane men laga rahta huun

main samajhta huun miri pahli zarurat kya hai

mera to ye hai ki main bikhra hua huun ab tak

tu bata mujh se bichhaḌ kar tiri halat kya hai

aankh men uḌti hui dhuul bata deti hai

dil men aa.e hue bhaunchal ki shiddat kya hai

lamha lamha main khincha jaata huun us ki janib

jaane us miTTi se ‘az.har’ miri nisbat kya hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bacha Le Dhup Se Aisa Koi Shajar Na Mila

Udasi Ka Samundar Dekh Lena

Koi Din Zabt-E-Ulfat Ka Natija Dekh Lete Hain

indira-varma

Tere Khayal Ka Charcha Tere Khayal Ki Baat

Meri Nigah Mein Lamhon Ka KHwab Utra Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet