• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Soz-E-Sham-E-Hijr Se Shab Jal Gae

Soz-E-Sham-E-Hijr Se Shab Jal Gae

poet

soz-e-sham-e-hijr se shab jal gae

dhalte dhalte aansu ham khud dhal gae

kal ka vaada kya raqibon se kiya

karte aaj aapas men kuchh kal kal gae

vo utha kar yak qadam aaya na gaah

ham qadam saan us ke sar ke bal gae

kab chhupi chhab takhti aur vo chal-dhal

go ki munh par kar ke tum ojhal gae

shart thi manunga jo mangoge tum

nam-e-bosa sunte hi kuchh tal gae

sada-ru to dal ke ujle chor hain

haath le ye maal kurte tal gae

ghuncha-e-dil ‘azfari’ taqrib-e-sair

gul-rukhan pamal kar mal-dal gae

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Teri Marzi Na De Sabaat Mujhe

poet

Dil Se Dil Ke Waste Paigham Kaise Aa Gaya

Meri taKHliq Hui Jis Ki Tag-O-Taz Ke Sath

Kisi Ranjish Ko Hawa Do Ki Main Zinda Hun Abhi

Hisar-E-Jism Se Aazad Hone Wala Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet