• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Soz-E-Darun Ko Aankh Se Bahar Nikal Kar

Soz-E-Darun Ko Aankh Se Bahar Nikal Kar

soz-e-darun ko aankh se bahar nikal kar

har shaḳh rakh rahi hai gul-e-tar nikal kar

laa.e husain aḳhiri lashkar nikal kar

ḳheme se tishna-lab ali asghar nikal kar

thoḌe hi din hai shaḳh-e-shajar par ye naghmagi

uḌ ja.enge ye log na.e par nikal kar

ahl-e-nazar ke samne rakhta huun dekh len

laaya huun musht-e-ḳhak se gauhar nikal kar

yuun bhi ho mujh ko chashm-e-fana DhunDhti phire

rakh duun main ruh-e-jism se bahar nikal kar

is dastan men aur to kuchh bhi naya nahin

us ke bichhaḌte vaqt ka manzar nikal kar

karta huun sajda aap main apne jamal ko

patthar se ik ḳhayal ka paikar nikal kar

ab sha.iri men aur kisi ko bhi den jagah

majzub-o-mast-o-faqr-o-qalandar nikal kar

shahron ki bud-o-bash ne vahshi kiya use

phirta hai qais haath men ḳhanjar nikal kar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sar Jhuka Leta Tha Pahle Jis Ko Akasr Dekh Kar

Jab Zist Ke Mushkil Lamhon Mein Apne Bhi Kinara Karte

noon-meem-rashid

Be-Karan Raat Ke Sannate Mein

seema-sharma-meeruthi

Roz Ek Rasta Badalta Hai

paDhne Ko Bahut Kuchh Hai Kitabon Ke Alawa

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet