Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
nida-fazli

Sone Se Pahle

  • Nazm
  • Top Rated Poet
  • Poet: Nida Fazli
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

har ladki ke

takiye ke niche

tez blade

gond ki shishi

aur kuchh tasviren hoti hain

sone se pahle

vo kai tasviron ki tarash-kharash se

ek tasvir banati hai

kisi ki ankhen kisi ke chehre par lagati hai

kisi ke jism par kisi ka chehra sajati hai

aur jab is khel se uub jaati hai

to kisi bhi gosht-post ke aadmi ke saath

lipat kar so jaati hai

More Poems

Ehsas Mein Phul Khil Rahe Hain

Wo Aise Bigde Hue Hain Kai Mahine Se

Phir Aa Gai Ek But Pe Tabiat Ko Hua Kya

Panw Phanse Mein Hath Chhudane Aaya Tha

Ai Tu Ghaarat-Gar-e-Jaan-O-dil-e-Ma

Shiraaz Ki Mai Marw Ke Yaqut Sambhaale

Fasl-E-Gul Kuchh Bhi Nahin Baad-E-Saba Kuchh Bhi Nahin

Ratjagon Ki Saltanat Taskhir Kar

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.