• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sohbat-E-Mai-Kashi Sarsari Rah Gai

Sohbat-E-Mai-Kashi Sarsari Rah Gai

sohbat-e-mai-kashi sarsari rah ga.i

vo jo miina bhari thi bhari rah ga.i

kya ghazab hai nasheman sulagta raha

aur shaḳh-e-nasheman hari rah ga.i

aḳhirash kaam aa hi ga.i ḳhamushi

lafz-o-ma.ani ki parda-dari rah ga.i

har nazar ban ga.i apne siine ka tiir

ik ḳhalish ban ke dida-vari rah ga.i

nasl-e-adam se itne uThe kirdgar

apne lab si ke paighambari rah ga.i

mera har naqsh-e-pa ban gaya sang-e-mil

ḳhizr ki zahmat-e-rahbari rah ga.i

shor-e-daman-e-gham ho gaya taar taar

har masarrat ki baḳhiya-gari rah ga.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Hai Palkon Mein simaT Aata Hai Aansu Ki Tarah

Jab Arsh Pe Dam toDne Lagti Hain Duaen

Gung Hain Sari Zaminen Aasman Hairat-Zada

Gire Hain Lafz Waraq Pe Lahu Lahu Ho Kar

Yahan Se Chalenge Wahan Se Chalenge

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet