• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Soe Hue Palang Ke Sae Jaga Gaya

Soe Hue Palang Ke Sae Jaga Gaya

adil-mansuri

soe hue palang ke saae jaga gaya

khidki khuli to asman kamre men aa gaya

angan men teri yaad ka jhonka jo aa gaya

tanhai ke darakht se patte uda gaya

hanste chamakte khvab ke chehre bhi mit gae

batti jali to man men andhera sa chha gaya

aaya tha kaale khuun ka sailab pichhli raat

barson purani jism ki divar dha gaya

tasvir men jo qaid tha vo shakhs raat ko

khud hi frame tod ke pahlu men aa gaya

vo chaae pi raha tha kisi dusre ke saath

mujh par nigah padte hi kuchh jhenp sa gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

jaun-eliya

Magar Ye Zakhm Ye Marham

Aa Ke Ab Jangal Mein Ye Uqda Khula

ismail-merathi

dal Ki Fariyaad

poet

Sitare Chup Hain Ki Naghma-Sara Samundar Hai

Kabhi Kabhi Koi Chehra Ye Kaam Karta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet