• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bayan Ai Ham-Nashin Gham Ki Hikayat Aur Ho Jati

Bayan Ai Ham-Nashin Gham Ki Hikayat Aur Ho Jati

poet

bayan ai ham-nashin gham ki hikayat aur ho jaati

zara ham ḳhasta-halon ki tabi.at aur ho jaati

nasihat hazrat-e-va.iz ki sunte bhi to kya hota

yahi hota ki ham ko un se vahshat aur ho jaati

bahut achchha hua aansu na nikle meri ankhon se

bapa mahfil men ik taaza qayamat aur ho jaati

taḌap kar dil ne manzil par mujhe chaunka diya varna

ḳhuda jaane ki tai kitni masafat aur ho jaati

tumhare naam se hai bekason ka naam vabasta

bula lete agar dar par to nisbat aur ho jaati

bahut saste rahe nichi nazar se dil liya tum ne

agar nazren bhi mil jatin to qimat aur ho jaati

sharaf baḳhsha hai tum ne aaj mujh ko ham-kalami ka

kahun kuchh dil ki baat itni ijazat aur ho jaati

zahe qismat navaza hai javab-e-ḳhat se ‘vasif’ ko

dikhate ik jhalak itni inayat aur ho jaati

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ye Karam Darwesh Ne Ek Pal Mein Mujh Par Kar Diya

Jab khanDar Haweli Ke Kan Mein Sada Dali

Ameer Khasro

Ban Bolan Lage Mor

Siyah Safha-E-Hasti Pe Main Ubhar Na Saka

poet

Nargisin Aankh Bhi Hai Abru-E-Khamdar Ke Pas

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet