• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sochta Hun Main Ki Kuchh Is Tarah Rona Chahiye

Sochta Hun Main Ki Kuchh Is Tarah Rona Chahiye

sochta huun main ki kuchh is tarah rona chahiye

apne ashkon se tira daman bhigona chahiye

zindagi ki raah par kaise akele ham chalen

is safar men ham-safar koi to hona chahiye

dil bahut chhoTa hai mera aur jahan men gham bahut

main pareshan huun kise kaise samona chahiye

bachcha rota hai magar rota hai vo taqdir par

maan samajhti hai ki munne ko khilauna chahiye

ajnabi bistar ye bola raat ke pichhle pahar

ai ‘sabih’-e-be-vatan ab tujh ko sona chahiye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

adu ho gaya aadmi aadmi ka

Lab-E-Mantiq Rahe Koi Na Chashm-E-Lan-Tarani Ho

Mera Tujhse Sitara Mil Raha Tha

Di Gawahi Lahu Ki Dhaaron Ne

Umr Guzri Meri Shirini-E-Guftar Ke Sath

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet