• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Socho to Kuchh Na Samjho Samjho to Kuchh Na Bolo

Socho to Kuchh Na Samjho Samjho to Kuchh Na Bolo

socho to kuchh na samjho samjho to kuchh na bolo

phir chup ka husn dekho bekar lab na kholo

nauha-kunan havao shola-ba-jan fazao

dekho vo ja raha hai ji bhar ke us ko ro lo

Daale rahen basere ḳhvabon bhare andhere

mahlon ki aas rakkho kuTiya ke paT na kholo

kaunde lapak rahe hain jazbe chamak rahe hain

sadiyan bilak rahi hain lamhon ko yuun na rolo

har fasla baḌa hai har marhala kaḌa hai

suraj agar hai pichhe saa.e ke saath ho lo

gul huun bikhar na ja.un pal huun guzar na ja.un

takmil kar lo apni aghosh men samo lo

duniya faqat guman hai sab kuchh darun-e-jan hai

jaago zarur ‘ḳhalid’ ankhen magar na kholo

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Tamam Umr Mayassar Bas Ek KHana Hawa

Aur Taaruf Hamara Ho Bhi Kya

Ishq Ki Diwangi miT Jaegi

fatima-hasan

Achchha Lagta Hai

Mohabbat Umr Bhar Ki Raegan Karna Nahin Achchha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet