
Shagufta Shafiq
socha jo main ne aaj to ye raaz pa liya
dimak ki tarah mujh ko mohabbat ne kha liya
ham ko kahan thi taab kisi inhiraf ki
tere kahe ko ziist ka unvan bana liya
palkon pe teri yaad ka taara saja liya
muTThi men apni jaise ki jugnu chhupa liya

Leave a Reply