• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Siyasat Jab Zarurat Ho Naya Rishta Banati Hai

Siyasat Jab Zarurat Ho Naya Rishta Banati Hai

poet

siyasat jab zarurat ho naya rishta banati hai

koi kitna muḳhalif ho use apna banati hai

shanasa ḳhauf ki tasvir hai us ki bayazon men

miri beTi hasin pinjre men ik chiḌiya banati hai

taḳhayyul harf men Dhal kar ubhar aata hai kaghaz par

sarapa sochta huun main ghazal chehra banati hai

kisi par mehrban hoti hai jab bhi daulat-e-duniya

use sahab use qibla use kya kya banati hai

haqiqi sha.iri dad-e-suḳhan se bhi hui mahrum

bila sar-pair vaali sha.iri paisa banati hai

gavara kab hai mamta ko mira yuun dhuup men chalna

miri maan oḌhni phaila ke ik chhata banati hai

ye achchha.i men bhi ‘sabir’ bura.i DhunD leti hai

ye duniya hai alif par bhi kabhi shosha banati hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Na Iltimas-O-Guzarish Na Iltija Koi

KHushi Se Jhumti Phirti Hai Aur Phir Muskuraati Hai

Wo Jo Be-saKHta Hansne Ki Ada Thi Teri

uDate Aae Hain Aap Apne KHwab-Zar Ki KHak

Sukut Us Ka Hai Sabr-E-Jamil Ki Surat

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet