• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Siyahi Dhal Ke Palkon Par Bhi Aae

Siyahi Dhal Ke Palkon Par Bhi Aae

siyahi Dhal ke palkon par bhi aa.e

koi lamha dhanak ban kar bhi aa.e

gulabi siḌhiyon se chand utre

ḳhiram-e-naz ka manzar bhi aa.e

lahu rishton ka ab jamne laga hai

koi sailab mere ghar bhi aa.e

main apni fikr ka koh-e-nida huun

koi hatim mire andar bhi aa.e

main apne aap ka qatil huun ‘ajmal’

mira aaseb ab bahar bhi aa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Meri Tabahiyon Pe Koi Muskura Diya

Raste Pe Zulm-O-Jaur Ke Chalne Lage Hain Hum

insha-allah-khan-insha

Kya Bhala Shaikh-Ji The dair Mein Thode Patthar

Shab-E-Gham Yaad Unki Aa Rahi Hai

Zamane Walon Ke Chehron Pe Kitne Dar Nikle

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet