• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Sitare

Sitare

noon-meem-rashid

nikal kar ju-e-naghma khuld-zar-e-mah-o-anjum se

faza ki vusaton men hai ravan ahista ahista

ba-su-e-nauha-abad-e-jahan ahista ahista

nikal kar aa rahi hai ik gulistan-e-tarannum se

sitare apne mithe madh-bhare halke tabassum se

kiye jaate hain fitrat ko javan ahista ahista

sunate hain use ik dastan ahista ahista

dayar-e-zindagi madhosh hai un ke takallum se

yahi aadat hai roz-e-avvalin se un sitaron ki

chamakte hain ki duniya men masarrat ki hukumat huun

chamakte hain ki insan fikr-e-hasti ko bhula daale

liye hai ye tamanna har kiran un nur-paron ki

kabhi ye khak-dan gahvara-e-husn-o-latafat ho

kabhi insan apni gum-shuda jannat ko phir pa le

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ghar Ko Ab Dasht-E-Karbala Likkhun

Har Kisi Se Na Ehtiraaz Karo

allama-iqbal

Talib-Ilm

Ye Uski Marzi Ki Main Us Ka intiKHab Na Tha

poet

baDi Tamanna Hai Jaun Su-E-Sitam Kisi Din

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet