• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sitam Ke War Se Zanjir surKH Hone Lagi

Sitam Ke War Se Zanjir surKH Hone Lagi

sitam ke vaar se zanjir surḳh hone lagi

shikast-e-zist ki tasvir surḳh hone lagi

mire badan ka lahu bhi to is men shamil hai

jala charagh to tanvir surḳh hone lagi

koi bhi zaḳhm mire jism par nahin lekin

pasina Tapka to tahrir surḳh hone lagi

hamare baḳht ka suraj ghurub hone se

har ek qaum ki taqdir surḳh hone lagi

jo ik zamane se divar par hai laTki hui

na jaane kaise vo shamshir surḳh hone lagi

har ek aankh men kya ḳhuun agar gaya ‘atish’

ki munh se nikli to taqrib surḳh hone lagi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mujhe Tum Shohraton Ke Darmiyan Gumnam Likh Dena

Aaina-E-KHayal Tere Ru-Ba-Ru Karen

poet

dekhiye Kitne Sukhan-Fahm Sukhan-War Aae

Pas-E-Nazzara Koi Lahr Si Thi Pani Tak

Dikhai Deti Hai Jo Shakl Wo Bani Hi Na Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet