• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sirf Un Ke Kuche Mein Jaan Bichha Ke Chalte Hain

Sirf Un Ke Kuche Mein Jaan Bichha Ke Chalte Hain

sirf un ke kuche men jaan bichha ke chalte hain

varna chahne vaale sar uTha ke chalte hain

kya gunah hua un se kyuun tiri gali ke log

apne ghar ke andar bhi munh chhupa ke chalte hain

haan ḳhuda bhi ho shayad koi apni basti ka

hukm us jagah saare naḳhuda ke chalte hain

zaḳhm bhi nahin lagte ḳhuun bhi nahin bahta

tiir us ki mahfil men kis bala ke chalte hain

shaam ko unhen ‘aḳhtar’ gulistan men dekhenge

jab vo apni zulfon men dil saja ke chalte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHak to Hum Bhi Har Ek Dasht Ki Chhane Hue Hain

ismail-merathi

dhunda Kare Koi Lakh Kya Milta Hai

majrooh-sultanpuri

Mujhe dard-E-dil Ka Pata Na Tha

Shikayat Kis Se Hai Kis Baat Ki Hai

Dard-E-Furqat Ko Kya Kare Koi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet