• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sinon Mein Tapish Hai Kabhi Shorish Hai Saron Mein

Sinon Mein Tapish Hai Kabhi Shorish Hai Saron Mein

sinon men tapish hai kabhi shorish hai saron men

kya chiiz basa di ga.i miTTi ke gharon men

chalta huun sada saath liye apni fasilen

pahchan saka kaun mujhe ham-safaron men

uḌna hai to tahzib karo soz-e-darun ki

ye varna kahin aag laga de na paron men

ghairon men hui aam tiri daulat-e-didar

ik kohl-e-basar tha ki luTa be-basron men

do-gam pe tum ḳhud se bichhaḌ jaate ho ‘ḳhurshid’

aur log samajhte hain tumhen rahbaron men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ambarin-salahuddin

Wahshat

poet

Un Ke Ghar Mein Chand Aur Tare Apne Ghar Mein Aag

Tumhaari Qaid-E-Wafa Se Jo chhuT Jaunga

ahmad-tariq

Meri Afsurdagi Se Lutf Uthane Wale

Ghair-Abaad Ilaqe Ki Faza Kaisi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet