• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bhare zaKHm Phir Taza Dam Dekhte Hain

Bhare zaKHm Phir Taza Dam Dekhte Hain

bhare zaḳhm phir taaza dam dekhte hain

ajab doston ke karam dekhte hain

koi lashkar-e-fatehin ja raha hai

fazaon men unche alam dekhte hain

ḳhayal-e-sanam bhi jamal-e-sanam hai

ab is taur ru-e-sanam dekhte hain

bani qatl gahen ye galiyan ye kuche

ajab maut ka raqs ham dekhte hain

kahin pal rahe hain amiron ke kutte

kahin muflisi ke sitam dekhte hain

utar kar falak se sitare bhi ‘shafi’

tiri zulf ka pech-o-ḳham dekhte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

noshi-gilani

Mohabbaten Jab Shumar Karna To Sazishen Bhi Shumar Karna

Mere Marne Ki Bhi Un Ko Na KHabar Di Jae

KHWAJA GHULAM FARID

Yar Sapahida Aa Was Madro Kol

bichhaD Gaya Hai to Ab Us Se Kuchh Gila Bhi Nahin

Raat-Din Pur-Shor Sahil Jaisa Manzar Mujh Mein Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet