• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shuur-O-Fikr Se Aage Nikal Bhi Sakta Hai

Shuur-O-Fikr Se Aage Nikal Bhi Sakta Hai

shu.ur-o-fikr se aage nikal bhi sakta hai

mira junun havaon pe chal bhi sakta hai

mire guman pe uThao na ungliyan sahab

guman yaqin men yaqinan badal bhi sakta hai

pahaḌ apni qadamat pe yuun na itra.en

ubhar gaya koi zarra nigal bhi sakta hai

mire labon pe jami barf soch kar chhuna

tumhare jism ka aahan pighal bhi sakta hai

koi asa bhi nahin aur hai akela tu

amir-e-shahr ka azhdar nigal bhi sakta hai

hamare saath jo chalna hai zad-e-rah le lo

kaThin se moḌ hain paanv phisal bhi sakta hai

karo na zid ki kisi shahr ki taraf ja.un

mire aziiz ye dil hai machal bhi sakta hai

kar apne saa.e se raz-o-niyaz ki baten

bahut udaas hai lekin bahal bhi sakta hai

bas ik nazar jo karam ki vo us taraf phere

qadam bahak jo gaya hai sambhal bhi sakta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Raushan Har Ek Samt Charagh-E-Nazar to Ho

waseem-barelvi

Khushi Ka Sath Mila Bhi To dil Pe Bar Raha

Ye Kaisi Aag Abhi Ai Shama Tere Dil Mein Baqi Hai

poet

Jism TuTa Hai Jaan TuTi Hai

ahmad-nadeem-qasmi

Hikmat-E-Ahl-E-Madrasa Ka Ghurur

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet