• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shukr Hai Aap Aa Gae Aaj Ka Din to Tal Gaya

Shukr Hai Aap Aa Gae Aaj Ka Din to Tal Gaya

shukr hai aap aa ga.e aaj ka din to Tal gaya

thoḌi si baat ho ga.i thoḌa sa dil bahal gaya

chashm-ba-chashm guftugu shahr-ba-shahr ku-ba-ku

sina-ba-sina raz-e-dil duur talak nikal gaya

sho.ala numu-pazir tha us ki rida-e-sard men

shoḳh hava thi be-ḳhabar barf se haath jal gaya

shor hai be-dili ka shor dhyan se meri baat sun

tera ḳhayal-e-dil-sitan dil se mire nikal gaya

saa.e jhulas ke rah ga.e vaqt ki tez dhuup men

mera bhi rang uḌ gaya tera bhi ruup Dhal gaya

vaise to kuchh nahin hua dekh ke us ki ik jhalak

paanv se khinch ga.i zamin haath se dil phisal gaya

charagaron ke darmiyan us ki kami rahi magar

sham-e-firaq-e-yar ka yaad se kaam chal gaya

jaadu tiri nigah ka aaj na mujh pe chal saka

aaj tira ḳhayal bhi kaise kahun ki khal gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aankhen Raushan Lahje Ras Ke Pyale Ji

Niyaz-E-Ishq Se Naz-E-Butan Tak Baat Ja Pahunchi

Sahen Kab Tak Jafaen Bewafai Dekhne Wale

poet

zaKHm to Bahut Aae Phir Bhi Hausla Rakkha

Shahr Ka Rog Hai Jis Samt Bhi Bas Jaega Tu

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet