• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shoalon Se Lala-Zar Hai Aatish-Kada Hai Dil

Shoalon Se Lala-Zar Hai Aatish-Kada Hai Dil

sho.alon se lala-zar hai atish-kada hai dil

zaḳhmon ke shab-charagh ka ik silsila hai dil

ashkon ke rang-o-nur se ankhen dhuli dhuli

soz-o-farogh-e-karb se sad-soḳhta hai dil

naama mire vajud ka do lafz men asiir

pahchan meri ishq hai mera pata hai dil

sahna tamam vaar muqaddar usi ka hai

amajgah-e-ishq men goya zara hai dil

anjan hadson se munavvar hai ka.enat

lekin sabhon men sab se ajab hadisa hai dil

aadam ki fard-e-jurm virasat bani ‘shahab’

jannat ke mai-kade se uḌaya nasha hai dil

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hunar Nahin Jo Hawaon Ke Par Katarne Ka

poet

Itna Batla Mujhe Harjai Hun Main Yar Ki Tu

Baat Karen Yun Munh Na Kholen

Waqt to Waqt Hai Rukta Nahin Ek Pal Ke Liye

Is Gham Ko iKHtiyar Nahin Kar Raha Hun Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet