• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sher Kahne Ka Maza Hai Ab To

Sher Kahne Ka Maza Hai Ab To

sher kahne ka maza hai ab to

dil ka har zaḳhm hara hai ab to

itna be-sarfa na tha dil ka lahu

baagh daman pe khila hai ab to

bujh hi jaa.e na kahin dil ka charagh

vaqa.i tund hava hai ab to

zindagi zindagi hoti thi kabhi

mar na jaane ki saza hai ab to

tha koi shaḳhs kabhi mahram-e-dil

vo mujhe bhuul chuka hai ab to

ḳhugar-e-shahr hue divane

chak-e-daman bhi siya hai ab to

dil ka ye haal hamesha to na tha

jaane kya mujh ko hua hai ab to

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

bashir-badr

Koi Phul dhup Ki Pattiyon Mein Hare Ribbon Se Bandha Hua

Mera Qarza Ada Kare Koi

kishwar-naheed

Ai Rah-E-Hijr-E-Nau-Faroz dekh Ki Hum Thahar Gae

Kuchh Nae KHwab Har Ek Fasl Mein Pale Gae Hain

nasir-kazmi

Jurm-E-Ummid Ki Saza Hi de

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet