• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shayad Meri Fariyaad Sunai Nahin Deti

Shayad Meri Fariyaad Sunai Nahin Deti

shayad miri fariyad suna.i nahin deti

qudarat jo mujhe hukm-e-riha.i nahin deti

tha pahle bahut shor nihan-ḳhana-e-dil men

ab to koi siski bhi suna.i nahin deti

ḳhvabon ki tijarat men yahi ek kami hai

chalti hai dukan ḳhuub kama.i nahin deti

har tar-e-nafas hai mut.harrik mutvatir

ruḳhsat hi mujhe naghma-sara.i nahin deti

kya dhund hai ashkon ki musallat dil o jaan par

dekhi hui duniya bhi dikha.i nahin deti

chalne ko to sab yaar kamar-basta khaḌe hain

jis raah pe chalna hai sujha.i nahin deti

kanTon pe chalati hai koi aur hi lazzat

vahshat ka sila abla-pa.i nahin deti

main qaid-e-mahalat se dam bhar men nikal ja.un

hasil ki havas mujh ko riha.i nahin deti

main apni hi miTTi se bana leta huun ‘mid.hat’

vo chiiz jo auron ki ḳhuda.i nahin deti

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Badan Mein Ruh Ki Tarsil Karne Wale Log

poet

Hamein Zahid Jo Kafir Jaanta Hai

miTate Jate Hain Jo Bhi Nishan Banate Hain

Manzil Na Koi moD Na Rasta Dikhai De

Hath pakaD Le Ab Bhi Tera Ho Sakta Hun Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet