• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / mukhDa Wo but Jidhar Karega

mukhDa Wo but Jidhar Karega

poet

mukhḌa vo but jidhar karega

banda sajda udhar karega

karna ho jise ki ḳhana viran

dil men tire vo ghar karega

vo lutf uTha.ega safar ka

ap-apne men jo safar karega

vaa.iz ye suḳhan tira kabhi aah

ham men bhi kuchh asar karega

ai shaiḳh tujhe buton se inkar

vallah bahut zarar karega

ho jis ko tamam shab sar-e-sham

kya vasl men vo sahar karega

‘ghamgin’ jo baiThe us ke dar par

vo us ko na dar-ba-dar karega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Na Jaane Kaun Sa Manzar Nazar Mein Rahta Hai

Sabr Mushkil Tha Mohabbat Ka Asar Hone Tak

afroz-rizvi

Musalsal Aankh Mein Yun Aana Jaana Aansuon Ka Hai

Baat chheDo Na Koi Uske Fasane Wali

Dekh Kar Har Dar-O-Diwar Ko Hairan Hona

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet