• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Nizam-E-Shamsi

Nizam-E-Shamsi

shahnaz-nabi

us ne apne safed papote jhapkae

matyali ankhon se puure asman ko taaka

aur suraj ko god men bhar kar bola

badi aag hai tujh men

chal tujhe qutub-shumali men dafn karte hain

chhote chhote sayyaron ki bhi apni zindagi hoti hai

unhen apne apne kurre par ghumne de

kis men paani hai

kis men hava

ye dekhna tera kaam nahin

apne sayyare pe zindagi ki alamaten dhundhna

talash ka pahla nukta hai

teri duuri farhat-bakhsh hai

qurbat andoh-gin

tujhe god men le kar meri aghosh men chhale pad gae

takhliq ke pahle marhale men

nizam-e-shamsi tartib dete hue

tujhe markaz men rahne dena meri bhuul to nahin

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Wahi Meri KHushi Ka Masala Hai

ahmad-javed

Ek Surma Ke Nam

Mera Dil Dad-KHwah-E-Zulm Aslan Ho Nahin Sakta

Sulagte Dagh Dil Se Dho Rahe The

Kyun Kah Ke Dil Ka Haal Use Bad-Guman Karun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet