• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shauq Ke Shahr-E-Tamanna Ke Thikane Guzre

Shauq Ke Shahr-E-Tamanna Ke Thikane Guzre

shauq ke shahr-e-tamanna ke Thikane guzre

raat phir zehn se kuchh ḳhvab purane guzre

chand jab jhiil men utra to manazir ki tarah

mujh ko chhukar tire baazu tire shane guzre

jaane kis shaḳhs ke baare men pareshan ho tum

ab hamen ḳhud ko bhulate bhi zamane guzre

ham to har moḌ bichha aa.e the daman apna

jaane kis raah baharon ke ḳhazane guzre

bujhne lagta hai kisi sham.a ke manind vajud

jab tiri yaad havaon ke bahane guzre

manzar-e-shauq vahi hai to safar kaisa tha

ham guzar aa.e ki ‘jamshed’ zamane guzre

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Akasr Tanhai Se Mil Kar Roe Hain

Sufi

daman Ki Fikr Hai Na Gareban Ki Fikr Hai

Sar Ko Bachate Ya Dar-O-Diwar Bechte

Zindagi Wadi O Sahra Ka Safar Hai Kyun Hai

Aankhon Mein Chubh Rahi Hai Guzarti Ruton Ki Dhup

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet