• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shauq-E-Didar Ne Kya Kya Na Tamasha Dekha

Shauq-E-Didar Ne Kya Kya Na Tamasha Dekha

shauq-e-didar ne kya kya na tamasha dekha

jan-e-man kaise bata.en tumhen kya kya dekha

zindagi aag hai aur aag ki ḳhatir ham ne

diip ki aankh men jalta hua chehra dekha

main ne lamhon men guzari hain hazaron sadiyan

vaqt ki dhuup men pighla hua dariya dekha

sub.h raushan ne utari hain sitari ankhen

shaḳh-e-shamshad ne gulshan ka daricha dekha

raz-e-hasti men zamin saari tasavvur nikli

asman apne taḳhayyul ka sahifa dekha

dagh-e-daman ko chhupa.e hue phirti hai hava

rang-o-ahang se badla hua shisha dekha

meri ankhon men machalti hui yaden us ki

jam-e-ulfat se chhalakta hua pyala dekha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ishq Par Zor Chal Nahin Sakta

shaista-mufti

Sham Aa Kar Jharokon Mein Baithi Rahe

Tum Na Ghabrao Mere zaKHm-E-Jigar Ko Dekh Kar

Apne Hone Se Bhi Inkar Kiye Jate Hain

Har Ek Pal Mujhe Dukh Dard Be-Shumar Mile

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet